Kbhi kbhi na chahte hue bi kch rishto main faasle aa jate hai .. jinke koi kaaran ni hote .. na kch kehne ko reh jata hai na kch sunne ko .. pr dil k kareeb in rishto ko bhula pana behad muskil hota hai ..
Or yahi khoobsurati hai in rishto ki ..
Jb kch na keh sako na sun sako to bs mehsoos kro unhe or jeene ki purjor kosis ..ye kch lines inhi khyaalato ko bayaan krti hai ...
Meri khamosiyon ko gar suna hota,
Mere dost sayad tumhe pata hota,
In beete hue palo main,
Bahut kch kaha suna hamne,
Sath bitaaye har pal ko,
Jee bhar k jiya hamne,
Baato baato main jhagre kiye,
Roothe manaya sikwa gila kiya
Kabhi hanse sang,kabhi aankhe nam hui
Dosti hmaari phir bhi na kbhi km hui
Na jaane phir kyo achanak se
Ye itne faasle hue,
Mere lafj meri khamosiyon
Main ghut gye ..
Keh kr kroo kya jb
Meri baate tumhe sunaai na de
Main aaj bi baate krti hoon tumse
Tum besak suno na suno
Dil k band darwaje kholna kbhi
Meri khamosiyan gar sunaai de
.... meri khamosiyan gar sunaai de ..
Or yahi khoobsurati hai in rishto ki ..
Jb kch na keh sako na sun sako to bs mehsoos kro unhe or jeene ki purjor kosis ..ye kch lines inhi khyaalato ko bayaan krti hai ...
Meri khamosiyon ko gar suna hota,
Mere dost sayad tumhe pata hota,
In beete hue palo main,
Bahut kch kaha suna hamne,
Sath bitaaye har pal ko,
Jee bhar k jiya hamne,
Baato baato main jhagre kiye,
Roothe manaya sikwa gila kiya
Kabhi hanse sang,kabhi aankhe nam hui
Dosti hmaari phir bhi na kbhi km hui
Na jaane phir kyo achanak se
Ye itne faasle hue,
Mere lafj meri khamosiyon
Main ghut gye ..
Keh kr kroo kya jb
Meri baate tumhe sunaai na de
Main aaj bi baate krti hoon tumse
Tum besak suno na suno
Dil k band darwaje kholna kbhi
Meri khamosiyan gar sunaai de
.... meri khamosiyan gar sunaai de ..
Comments
Post a Comment