Hello friends.. aaj thoda lazy feel ho raha hain. Aise main cooking krne ka mood ni hai bilkul bi .. Lockdown ki wajah se gharo main, kaam bi badh gya hai. Kch na kch chalta rehta hai kitchen main. Ghr ke baki members bi ghar main hi hai, or un logo ke pass jyada kch hai ni krne ko. Khali baithe bore ho rehte hai, aur kch kch khane ki maang krte rehte hai.
Aur jb log khali baithe hote hai to laziness k sath ek or chij hai jo bahut satati hai ..
Kya bhala ? Arre jb khali baithiye to bhook satati hai .. kch kch chaiye hota hai un lazy moments main jo hmaare mind or heart dono ko satisfy kre ..
Ab in dono ko satisfy krne ko to bahut sari chije hai .. Khaskar dhyaan jata hai jaldi se junk foods pr .. chips .. chocolates .. burgers ..pizzas and all ..
Taste to milta hai in chijo main .. dil or dimag bi khus .. pr loss hota hai health ka jb hm continously aisi chije khate hai .. for hmaari choti choti bhook
Ab healthy option kya hai for snacking ??
Bahut kch hai fruits hain nuts hai sprouts hain salads hai ..
Hain to magar ye sb chijo ka naam sun kr hi boriyat hone lgti hai ni ?..
Or sach poochiye to hr baar koi kahe in sb chijo ko inki natural form main khane to sach main mn ni krta ..
Change to chaiye na routine food se ...
Aise main jb munching krne ka mn ho or kch bahut healthy khane ko mile or aapko cook bi na krna pade to kya kahenge ?
Obviously acchi hi lgega .. Aaj bnaate hai kch bahut hi healthy, tasty sweet recipe .. jise aap kch ek ingredients k sath bina kisi cooking k bna loge...
Easy bi hai .. or sath k sath kch hi minutes main taiyar bi or aap ise kai dino tk store krk rakh bi sakte ho ..
Kya bna rahi hoon .. main bna rahi hoon very nutritious and power packed ball with dates and nuts .. isme hmne koi bi sweetner add ni kiya hai ..
Uske liye aapko chaiye hoga
1.dates- 1 cup seeded
2.walnuts -1/4 cup chopped
3.coco powder- 2tsp ye optional hai .
4.Grated coconut -4tsp
5.roasted sesame seeds -1tsp
Method .. dates ko grinder main bina pani k grind kr lijye .. agar ye aapko sticky lge or grind krne main dikkat ho to thoda sa 1or 2tsp milk dal sakte hai ise grind krte wqt ..
Ise bahut fine grind krne ki jaroorat ni aap bs coarsely grind kr lijye .. phir ise ek plate main nikal ke isme chopped walnuts or coco-powder add kijye or acche se mix kr lijye ..
Ab is mixture k chote chote balls bna lijye or kch balls ko grated coconut main roll kr lijye or kch ko sesame seeds main ..
Ye aapki pasand pr hai .. agar aapko in dono main se koi coating pasand ni to phir aap ise ya to plane hi rehne de ya coco-powder se coat kr le .. agar aapko walnut pasand nahi to aap uski jagah almond ko halka sa roast krk or chopp krk walnuts ko replace kr sakte ho ..
Sb aapke hath main hai jaise accha lge waise banao .. or jb bi sweets carving ho bina kisi tension k khao ..
Dates apne aap main itna sweet hota hai ki aapko isme koi sugar add krne ki jaroorat ni .. or is healthy fruit ko aapko apni daily diet main jaroor saamil krna chaiye .. Isme bahut sare nutrients,fiber or bharpoor matra main antioxidants bi hote hai ..
Swaad to bahut hai hi sath main sehat se bi bharpoor ..
To aap kb bna rahe hai ise ??
Jinko cooking krna pasand ni ye to wo bi bna lenge hai na ? ...
Okay guys lets have a look ye wo date balls hai jo maine bnaaye niche pic dekhiye ..

Comments
Post a Comment